MUHABBAT RA¡T JES¡ TH¡ ~

Muje ye ghalat fehm¡ th¡ ~

k muhabat dha¡r saari th¡~

dono hathon me¡ bhar kr~

tamam umer sambhalun gi~

kbh¡ khonay nah¡ dungi~
muhubbat khone k dar se~

mutth¡yan Band k¡n mene~

mgr jb mutth¡an kholeen
to dono hath khaal¡ thay~

______________________________________________________________

Moum ki trha piglty huvy dekha usko,
rut jo bdli bdlty huvy dekha usko,
wo jo kanton ko bri nrmi s chua krti thi,
me na phulon ko mslty huvy dekha usko,
jane kis gham ko chupane ki tamna ha usy,
aj hr baat pa hnsty huvy dekha usko,
jane wo mangny jate ha duwaon me kis ko,
hath uthaty siskty huvy dekha usko....!

______________________________________________________________

Manzlain b us ke thi,
Rasta b us ka tha,
Main ik akela tha,
Kafla b us ka tha,
Sath sath chalne ke soch b us ke thi,
Phir rasta badalne ka faisala b us ka tha,
Ajj kyon akela hon dil sawal karta hai,
Loog to usi k thay kya khuda b us ka tha.

______________________________________________________________

'Ye Meri Talash Ka Jurm Hai Ya Meri Wafa Ka Qasoor

"jass"

Jisy Dil K Jitne Qarib Laao Wo Utna Hi Be-WAFA Nikalta Hai.'

______________________________________________________________

'JisNe Haq Diya Muje Muskurane Ka
Use Shauk Hai Ab Muje Rulane Ka
Jo Lehro Se Cheen Kar Laya Tha Kinaro Par
Intzr H Use Ab Mere Dub Jane Ka'

______________________________________________________________

Raaz-e-dil na sunana kisi ko Faraz,
Duniya main sab hum-raaz badal jaty hain,
Kisi k bicharne se koi mer to nahi jata,
Han magr jeene k andaz badal jaty hain

______________________________________________________________

''Nazdeek hi rehta hy
milne nhi aata
Pocho to muskra k kehta hy
Tum se to Mohbat hai......
Tum se kia milna.......??'

______________________________________________________________

Unhone dekha aur aansu gir pade,
bhari basant mein jaise phool bikhar pade,
dukh woh nahin ki unhone hume alvida kaha,
dukh to ye he ki uske bad wo khud ro pade.

______________________________________________________________

wo baat baat mein itna badal jata hai
keh jiss tarha koi lahja badal jata hai
ye aarzoo thi keh us kay sath sath chalein
magar wo shakhs to rasta badal jata hai

______________________________________________________________

Jiski qurbato mein hamein apna naseeb nazar aaya tha,
jisko bade armaano se apni zindgi mein laya tha,
basa rakha tha aagosh-e-tasavvur mein jisko,
wo to mera raqeeb bankar mere kareeb aaya tha!!!

______________________________________________________________

Tune Rah Ka Pathar Samajh Kar.
Mujy Thokar Mar Di.
Dard Mujy Thokar Khane Ka Nhi.
Is bat Ka hai.Ke Kahi Tere Pairon mein Chot Na Aayi ho

______________________________________________________________

LAMBI MUSAAFTON NE CHUPKE SE YEH KAHA
AKELE AA RAHAY HO,DOSTI SE KYA MILAA????
KUCHH DAIR RUK KE SOCHA,MERE PAAS KUCHH NA THA
MUJHKO MERE KHULOOS NE BARBAAD KAR DIYA

______________________________________________________________

WAQT KI AANCH MAY PATHAR BHI PIGAL JATAY HIAN.
AANSOO SUKH KAR KANTON MAY BADAL JATAY HAIN,
KON YAD RAKHTA HAI KISI KO UMAR BHAR KAY LIYE,
WAQT KAY SATH KHAYALAY BHI BADAL JATEY HAI

______________________________________________________________

Iss Rang Badalti Duniyan Main Insaan Badaltay Rahtay Hain.
Ghar Aik He Rehta Hai Mahmaan Badaltay Rehtay Hain.
Jiss Dil Main Khushian Basti Hain Wahin Ghum Ka Basira Hota Hai.
Nadaan Mohabat Waloon K Arman Badalty Rahtay Hain.

______________________________________________________________

Dil k kareeb aa kar jab wo door ho gaye,
saaray haseen khawab mere choor ho gaye,
hum ne wafa nibhai to badnamiyan milien,
wo ho k bewafa bi mashhoor ho gaye...

______________________________________________________________

Dua mangi the aashiyane ki
Chul pari andhiyan zamany ki
Mary ghum koi na samaj paya
kiyon k mari addat the muskrane ki

______________________________________________________________

Hum ne socha tha k shayed hum hi chatey hein tumhein,
per tum ko chaney wala kafila nikla,
dil ne kaha sikayat ker Khuda se,
per Khuda bhi tera chaney wala nikla!

Copyright © 2015 All Rights Reserved